9 aur 10 Muharram k Rozay ki Fazilat
Abdullah Bin Abbas (Radhiallahuanhu) se rivayat hai ki Jab Roza rakha RASOOL ALLAH (Sal lal lahu Alaihi Wa sal lam) Ne Aashurey ke din (10 Muharram) ka aur Hukm (Order) Kiya is Rozey ka, to logo ne Arz ki Ya Rasoolallah Sallallahu Alaihi wasallam ye din to aisa hai ki iski Taazim karte hain Yahud aur
Nasara,To Aap Sallallahu Alaihi wasalla
m Ne farmaya Ki Jab Agla Saal aayega to Inshallah Hum 9 ka Roza Rakhege,Aakhir Agla Saal na aane paya ki Aap Sallallahu Alaihi wasallam Ne Duniya se parda farma liya.
(isliye hum musalman 9 and 10 dono ka roza rakhte hain)
Sahih Muslim, Vol 3, 2666
Abu Qatada al-Ansari (Radhiallahuanhu) se rivata hai ki RASOOL ALLAH (Sal lal lahu Alaihi Wa sal lam) se Ashura (10 Muharram) ke din ke rozey ke bare mein pucha to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne faramaya ye Guzrey huye saal ke gunahon ka kaffara hai
Sahih Muslim, Vol 3, 2747
- Advertisement -
Ashoora ka Roza Ramzan k roze FARZ hone se pehle Ashoora ka ROZA Farz tha,lekin jab Ramazan k ROZA Farz hogaye tab se ye ROZA Farz nahi hai, 10th muharram ko hazrath (MUSA Alaihi salam) ki ummat ko FIRAUN se chutkara mila tha,is din Allah ne FIRAUN ko garkh kiya tha,to is ke Shukrane k taur par (MOOSA Alaihi salam) ki ummat Ye Ashoora ka Roza rakhti thi, aur Ummat-e-Mohammadiyo ko 9 aur 10 ya Phr 10 aur 11 ka ROZA Rakhna hai. Taake Tahud aur nasara se Musabahat na ho.
aam taur par Log 10th Muharram ko (Sharbat,Juices) baant te hai aur puchne par bolte hai k Nawase Rasool peeyase Shaheed huwe they islye hum Sharbat baat te hai,ye sara sar ghalat hai Sharbat baantna, hum logo ko chahiye k hum 10th moharram k din ROZA rakhe jaisa Rakhne ka Hukm hai,PAdos me aur logo k ghar IFTAR bhejna chahiye taake logo ko pata chale k is DIN ROZA rakhna hai naa k ROZA TUDANA
NOTE:- 9 aur 10 ya phr 10 aur 11 Ka ROZA Rakh sakte hai…
———————————————————————
Ibn Abbas (Radhiallahuanhu) reported that when the Messenger of Allah (may peace be upon him) fasted on the day of Ashura and commanded that it should he observed as a fast, they (his Companions) said to him: Messenger of Allah, it is a day which the Jews and Christians hold in high esteem. Thereupon the Messenger
of Allah (may peace be upon him) said: When the next year comes, God willing, we would observe fast on the 9th But the Messenger of Allah peace be upon him passed away before the advent of the next year.
(So we muslims have fasting on 9 and 10 both)
Sahih Muslim, Book 006, Number 2528
Abu Qatada al-Ansari (Radhiallahuanhu) reported that the Messenger of Allah (may peace be upon him) was asked about was asked about fasting on the day of ‘Ashura (10th of Muharram), whereupon he said: It expiates the sins of the preceding year.
Sahih Muslim, Book 006, Number 2603
we Can fast on 9th & 10th or 10th & 11