
Jinnat Kaha Dafan Hotay Hai?



Jinnat Kaha Dafan Hotay Hai?
Hazrat hakeem ul ommat nay farmaya ka murad abad may ik martaba mulana anwar shaw sahab nay ik ajeeb riwat biyaan ki thi jabkay kisi nay in say sawal kiya ka jinat bhi zameen may insan ki tarha dafan kiyee jatay hay farmaya nahi balkay wo hawaa may dafan hotay hay phar farmaya kay kuch mustabaid nahi ku kay asal dafan ki ya hay kay jis johar say wo jisam bana hay marnay kay baid isse may is ko puhancha diya jaee insan par mitte ka ansar galib hay is ko mittee may dafan kiya jata hay jinnat may kuch baeeed nahi kay naraha hawa ka ansar say wo jisam bana hay marnay kay baid issi may isko pohancha diya jaee insan par mitte ka ansar hay isko mittee may dafan kiya jata hay jinnat may kuch baeed nahi kay narya hawa ka ansar ghalib ho or ise marqaz may in ko baad al moot puhan chaya jata ho.