Jumma ki Fazilat Dua Nawafil Wazaif aur Masnoon Amal – Jummay Ki Sunnatain Tasbeeh.Jumma ki history in urdu with images jumma mubarak in urdu.Jumma meaning in english urdu.

Complete History of Jummah - Jumma ki Fazilat Dua Nawafil Wazaif aur Masnoon Amal - Jummay Ki Sunnatain Tasbeeh

Jumma ki Fazilat :

here we show jumma ki fazilat in english. Friday is the chief of all days of the week and the best of all days. Hadith says that the best day on which the sun rises is Friday. On the same day, Hazrat Adam (AS) was created. On the same day Hazrat Adam (AS) was created, on the same day he was admitted to Paradise and then on the same day he was taken out of Paradise (and sent to the world).

Resurrection will also be established on Friday. There is an hour in the day of Friday on which the du’a of a believer is accepted. The Holy Prophet (PBUH) said, “Recite many blessings on me on Friday.”Jumay kay din ko tamam dino ka sardar kaha jata hay. Jumma kay din ko ALLAH nay bari barkat rakhi hay.

Jumma kay Meaning in English Urdu:

Hazrat mufti ahmed  farmatay hay is din may tamam makhlooqat wajood may ekhati hue kay takmeel khulk is din ko hove thi  hazrat adam ki matti is din jama hovi thi. Is din log jamma hokar namaz jumma ada kartay hay in wajo say issy jumma kehte hay islam say pehlay arb essay arooba khatay thay.

Hazrat Muhammad (SAW) nay kitnay jumma adda farmaye thay?

Hazrat mufti ahmed yaar khan farmate hay Hazrat Muhammad (SAW) nay 500 jummay parhay hay.

Jumma kay din Emama pahnay ki fazilat:

‘’ Beshak Allah aur uske farishtay jummay kay din emama badhane walo par darood bhijatay hay’’.

Rizq mein tangi ka sabab:

Nakhun ka bara hona bhi rizq main tangi ki bari waja hay.

Hajj aur Ummray ka Sawab:

Jis nay namaz jumma parhne kay baad  masjid may ruq kar namaz asar parhay us kaylia hajj ka sawab hay aur jis nay wahirooq kar namaz maghrib ada ki us ke lia hajj aur ummray ka sawab hay.

Dua kay qabool honay ki ghari kon se hay?

Jummay kay din 2 khutboo kay dirmiyan ya asar ur grobe aftab  taq  dua kay qabool honay ki ghari hai. Asar aur maghrib kay darmiyan jo bhi dua mango kay qabool hogi.

Kon log azab qabar say mafooz hongay?

Jo log jumma aur shabe jummay kay din wafat pajay wo log azab qabar say  mahfooz rahay gay.

Kis din gunaho ki maafi hoti hai?

Jo banda jummay kay din nah aka ya ghusal kray teal aur khushboo laga kar  namaz ko niqlay 2 bandoo ko juda na kary yani un kay darmiyan jaga na bana lay ur khamoshi say khutba sunay us kay lia 1 jummay say lay kar 2 jummay taq guna hoo say mugfarit ho jayegi.

Waldain ko kis din amal pash kia jatay hay?

Jummay kay din Waldain ko ammal peesh  kiyee jatay hay.

Jummay ke din kon se amal karna chahiye?

Jummay kay din 5 amaal karnay chahiya:

1:jummay ki namaz parhna.

2: jummay ka roza rakhna.

3:mareez ki ayadat karna.

4:kisi kay janazay may hazar hona.

5:niqa may shirqat karna.

Jumma kay din Surah yaseen parhnay ki fazilat:

Jo banda jummay ko yaseen ki tilawat kare too uski maghfirat hojati hay.

Roohon kay jama hone ka kon sa din hay?

Jummay kay din rohay jamma hoti hay .

Waldain ki qabron ki ziyarat ke liye kon sa din afzal hay?

Waldain ki qabron ki ziyarat jume wale din karna sab se afzal hai.

Jummay kay din surah kahf parhanay ki fazilat:

Nabi ka farman hay ka ju shaksh jummay ka din sura kaif parhay us kay qadam say aasman tak noor buland hoga 2 jummo kay darmiyan ju guna hoe hay baksh diyaa jaee jay.

 Jummay ki Sunnatain :

1: namaz jummay kylie awal  waqt mein jana.

2: miswak karna.

3: achay aur sofaad kapray panhana.

4: teel ur khushboo lagana.

5: pahli saaf may  bathana.

6:kushal sunnat hay.

Jummay ko darood shareef parhanay ki Fazilat:

Hazrat Muhammad ka farman hay jis nay mujh par roz e juma 200 bar darood pak parha  us kay 200 sall kay gunna maaf hongay.

Jummay kay din ki dua:

Jummay kay din qassrat kay saath ayyat qareema parhay:

LL ILAHA ILLa ANTA SuBHAnAka INnI KUntU MInAz ZAlIMIn

Jummay kay din ka wazifa:

Fajar ki namaz kay baad surah kahf ki tilawat kar nay se wo banda rizq se malamal ho jata hay ,is amal say ap kay karobar may baqat hugi rizq asman say barish ki tarha barsay ga,rizq kay band darwazay khul jatay hay ,bayolaad aulad ki nemat say malamaal honge ,rishty ki bandish ka khatma huga.

Jumme kay Din ki Tasbeeh:

Namaz zuhr say lay kar gharobay aftab tak 1oo martaba ALLAH hoo ki tasbeeh kare. Is tasbeeh karnay say rizq may barkat hogi ,tamam bandishay khatm hongi.

Jummay kay din parhay jana walay khas nawafil:

Namaz asar kay bad 2 nawafil is tarah parhay payli raqaat may sura fatiha kay bad 11 martaba aayat tul kursi parhay phir dosaree raqaat may sura fatiha ka bad 11 martaba surah ikhlas  parhne hay .salaam phirnay kay bad 7 7 martaba darood sharif parhna hay . phir allah kay hazoor apnay maqsad kay lia dua karay insha allah qabool hogi.

Jumma ki Fazilat Dua Nawafil Wazaif aur Masnoon Amal – Jummay Ki Sunnatain Tasbeeh

here we provide the complete history of jumma or faizan e jumma in urdu with images.

Read More:Important Things To Do On Friday Jummah