Safar Me Jane ki Dua | Safar Mein Chalne ki Dua in Urdu

Safar Me Jane ki Dua | Safar Mein Chalne ki Dua in Urdu

Safar mein hifazat ki dua.Jo shakish safar ke liye ghar se rawana hotay waqt yay dua parhay ga,shaitan aur dushmano se mehfooz rahe ga,aur har mushkil aasan ho jayegi.

Safar Me Jane ki Dua | Safar Mein Chalne ki Dua in Urdu

Safar ki Dua in Arabic Text

سُبْحَانَ الَّذِي سَخَّرَ لَنَا هَذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ وَإِنَّا إِلَى رَبِّنَا لَمُنْقَلِبُونَ- اللَّهُمَّ إِنَّا نَسْأَلُكَ فِي سَفَرِنَا هَذَا الْبِرَّ وَالتَّقْوَى وَمِنَ الْعَمَلِ مَا تَرْضَى- اللَّهُمَّ هَوِّنْ عَلَيْنَا سَفَرَنَا هَذَا وَاطْوِ عَنَّا بُعْدَهُ اللَّهُمَّ أَنْتَ الصَّاحِبُ فِي السَّفَرِ وَالْخَلِيفَةُ فِي الأَهْلِ- اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ وَعْثَاءِ السَّفَرِ وَكَآبَةِ الْمَنْظَرِ وَسُوءِ الْمُنْقَلَبِ فِي
-الْمَالِ وَالأَهْلِ

Safar ki Dua in English

“Subhaan allazi sakhkhara lana haaza wa ma kunna lahu muqrineen wa inna ila Rabbina lamunqaliboon. Allaahumma inna nas’aluka fi safarina haaza al-birra wa’l-taqwa wa min al-‘aml ma tarza. Allaahumma hawwin ‘alayna safarana haaza watwi ‘anna bu’dahu. Allaahumma anta al-saahib fi’l-safar wa’l-khaleefah fi’l-ahl. Allaahumma inni a’oozu bika min wa’shaa’ al-safar wa ka’aabat al-manzar wa su’ al-munqalib fi’l-maali wa’l-ahl.”
Translation in English  Roman Urdu / Hindi “Aye Allah! Ham tujh se apne is safar mein neki aur parhez-gari mangte hai aur aise kaam ka sawal karte hai jise tu pasand kare. Aye Allah! Hum par is safar ko aasaan karde aur is ki masafat ko ham par thoda kar de. Aye Allah tu hi safar mein rafeeq e safar aur ghar mein nigraan hai. Aye Allah! Mai tujh se safar ki taklifo aur ranj o gham se aur apne maal aur ghar walo me bure haal me laut kar aane se teri panah mangta hu.”

Safar se Wapsi ki Dua

آيِبُونُ إِنْ شَاءَ اللَّهُ تَائِبُونَ عَابِدُونَ لِرَبِّنَا حَامِدُونَ

Translation in English Roman “A’ibuna in shaa Allah, ta’ibuna abiduna lirabbina hamidun.”888
Translation in English  Roman Urdu / Hindi “Ham lautne wale hai apne ghar walon me in shaa Allah, tauba karne wale hai, apne Rab ki Ibadat karne wale hai, hamd bayan karne wale hai.”888