munafiq quotes,quotes about munafiq in urdu,munafiq quotes in islam,two faced munafiq quotes,munafiq quotes hazrat ali,munafiq quotes in quran

30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu

30 Top Munafiq Quotes in Roman English

Achey kaprhey, acha khan, mehngi joti, acha ghr… Kaaley dil, gatya soch, sastey shoq, munafiq log. 

Sb k mutabiq hu jaon? Matlb m bhi munafiq hu jaon?

Apni takleef, takleef lagey dosron ki takleef jab darama lagybtu mubarak hu munafiq hu gy aap.

Dilon ma nafrat karty hain chehry sy pyar karty hain munafiq eyse log hain talwaron sy war karty hain.

Munafiq log ap ki khushyon ma sb sy aagey aur museebat ma sb sy peechy hotey hain.

Rishton ma ada kariyan aur dil ma munafqat.. na janey log khuda ko kasey naraz rakh lety hain.

Munafiq jab kisi ko girana chahta hai tu us ko dhaka nahi sahara deta hai.

Munafqat munh ki badboo ki trah hoti hai apni ka pta hi ni chalta sirf dosron ki buri lagti hai. 

Mujhey koi parwah ni dushmno ki mujhey bas nafrat hai un logon sy jo dosti k libas ma munafiq hun

Munafiq doston sy samajhdar dushman behtar hai kyon k dushman war karta hai tu pta hota hai magr munafiq insan dost ban kar kab war kar jae pata hi ni chalta.

Munafiq Log Poetry In English

Munafiq doston sy samajhdar dushman behtar hai kyon k dushman war karta hai tu pta hota hai magr munafiq insan dost ban kar kab war kar jae pata hi ni chalta.

Zindgi sy barh kar apney asool azeez rakhta hun.. meri tarbiat ma ni shamil kisi munafiq ka ehtram karna.

Sachey logon ko ghussa jaldi aata hai Munafiq log munh par muskraht aur dil ma ghussa rakhty hain.

Teri ruswai k dar sy labon ko si lia hai warna terey shehr munafiq ki ma bunyadein hila dun.

Andha dhund aur bilawaja ki umeedein lga lena waley insan ko har banda munafiq hi lagta hai.

Zindgi ma buhat kuch seekha hai logon ki trah munafqat nahi seekh paya.

Munafiq logon sy sanbhal kar rahein ye pehly ro ro kar ap sy dukh pochein gy phir hans hans kar logon ko btaein gy.

Zindagi munafqat zda thokron ma sb sy qeemti dhaka woh hota hai jis sy ap girty hain aur uthna seekhty hain.

Munafiq Whatsapp Status in English

Munafiq aur badtameez itna khatarnak ni hota jitna munafiq hota hai.

Jis shakhs ka koi dushman na hu aur sab dost hi hun us jesa koi munafiq nai hu skta kyon k dushman us k hotey hain jo haq bat karta hai.

Soo doston sy woh aik dushman acha hai jo dil ma nafrat tu rakhta hai magr munafqat ni.

Zindagi buhat hi khobsorat hoti hai shart ye hai k sath chalney wala partner munafiq na nikley.

Insan jab munafqat ki seerhiyan charhna sharo kar deta hai th ussey jhoot bolney ki adat lag jati hai.

Sochty kuch hu aur bolty luch hu aur karty kuch hu.. ye btao munafiq hu ya kuch aur hu.

Aaj kal k door ma munafqat ko khobi ka darja dety hain kuch log warna aik door tha k munafiq ko bura samjha jata tha.

Munafqat ka nisab parh kar muhabbaton ki kitab likhna buhat kathan hai khizan k maathy par dastan gulab likhna.

Munafqat ka nya hai ye dil faraib andaz… Mujhey mera dushman bi aashna ki trah.

Munafiq Log Poetry Whatsapp Status in Urdu

30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu 30 Top Munafiq Quotes in English Quotes about Munafiq in English Urdu

Read also: Best Urdu Quotes

Similar Posts