Ramzan ki Azmat-Ramzan ki Fazilat In Urdu 2022
Advertisement
Explanation:
Rasool allah nay farmaya hay; jab ramadan ayee tu tum umraa kar layna kue kay is ramadan may umra karna hajj kay barabar hay.
hazarat abu horirah say riwaet hay kay rasool allah nay farmaya hay jo shaaks ramzan ka aak roza bhi choar day tu sari umar us rozay ki talafi pori karna chahay tub bhi aak rozay ki kamee pori na hogi.