Deep quotes in urdu text SMS

Deep quotes in urdu text SMS

Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS Deep quotes in urdu text SMS

Deep quotes in urdu

جو شخص تمہاری نظروں میں تمہاری ضرورت کو سمجھ نہیں سکتا

اس سے کچھ مانگ کر خود کو شرمندہ نہ کرو۔

Jo Shakhs Tumhari Nazron Main Tumhari Zaroorat Ko Samajh Nahin Sakta

Us Se Kuch Maang Kar Khud Ko Sharminda Na Karo.

جو لوگ صبر رکھتے ہیں۔۔

یا  تو  وہ  جیت  جاتے  ہیں

یا   پھر  سیکھ  جاتے   ہیں

Jo Loog Sabar Rakhtay Hain Ya To Wo Jeet Jatay Hain Ya Phr Seekh Jatay Hain

تجھے تیری اوقات کا اس دن پتا چلے گ

ا اے انسان جب لوگ تجھ پے مٹی ڈال کر

ہاتھ بھی تجھ پر جھاڑیں گے۔

Tujhay Teri Aukaat Ka Us Din Pata Chalay Ga

Aay Insaan Jab Log Tujh Pay Matti Daal Kar Haat Bhe Tujh Par Jhaarain Gay

ہجوم کے ساتھ  گلط راہ پر چلنے سے بہتر ہے

کے آپ تنہا راہ ہدایت پر چل پڑیں

Hajoom Kay Sath Galat Rah Par Chalnay Se Behtar Hai

Kay Aap Tanha Rah Hidayat Par Chal Parain..!

ہر مسلے کے لیے کوئی نہ کوئی حل ضرور ہوتا ہے

اور اسی حل کی موجودگی کے احساس کا نام امید ہے

Har Maslay Kay Liay Koi Na Koi Hal Zaror Hota Hai

Aur Usi Hal Ki Mojodgi Kay Ehsaas Ka Naam Umeed Hai

ہر عمل سوچ سمجھ کر کرو کیوں کے ہر عمل کے اندر

اسکا انجام یوں چھپا ہوتا ہے جیسے ہر بیج کے اندر درخت

Har Amal Soch Samajh Kar Karo Kyoun Kay Har Amal Kay Andar

Uska Anjaam Youn Chupa Hota Hai Jese Har Beej Kay Andar Darakht..!

بہت دیر لگی لیکن یہ جان گیا

ضرورت ہوتی ہے سب کو ضرورت کی حد تک

Bohot Dair Lagi Laykin Ye Jaan Gaya

Zarorat Hoti Hai Sabko Zarorat Ki Had Tak

اسلام اتنا خوبصورت مذہب ہے کے مسکرانے پر بھی آپکو اجر ملتا ہے اور یہاں تک کہ غصے کی حالت میں خاموش رہنے پر بھی

Islam Itna Khoobsorat Mazham Hai Kay Muskuranay Par Bhe Aapko Ajar

Milta Hai Aur Yahan Tak Kay Gusay Ki Halat Main Khamosh Rehnay Par Bhe.

ضروری نہیں ہے کے آپ کسی کا دل دکھاؤ تو وہ منہ سے بددعا دے جب بھی وہ آپ کی وجہ سے الله کے سامنے روے گا تو وہ آپکو بہت مہنگا پڑے گا

Zarori Nahin Hai Kay Aap Kisi Ka Dil Dukhao To Wo Muh Se Bad’Dua Day Jab Bhe Wo

Aap Ki Waja Se Allah Kay Samnay Roay Ga To Wo Aap Ko Bht Mehnga Paray Ga.

آزمائش الله اذیت دینے کے لیے نہیں کچھ سکھانے کے لیے ڈالتا ہے جتنی جلدی سیکھ لینگے اتنی جلدی وہ دور ہوگی

Azmaaish Allah Aziyat Dainay Kay Liay Nahin Kuch Sikhanay Kay Liay Dalta Hai Jitni Jaldi Seekh Laingay Utni Jaldi Wo Door Hogi.

برا چاہنے والے کو

بتا دو!

عزتیں رب دیتا ہے۔

Bura chahne wale ko bata do:

Izzatain Rub daita hai.

جب نصیب لکھنے والا ہمیں ستر مائو ں سے

زیادہ پیار کرتا ہے تو ہمارے نصیب خراب

کیسے ہو سکتے ہیں۔

Jub naseeb likhne wala hamain 70 maawon sey ziadha pyaar karta hai, to hamare naseeb kharab kaise ho saktay hai,

سہنے والے کو اگر صبر آجائے تو کہنےوالے

کی اوقات دو کوڑی کی رہ جاتی ہے۔

Sehne wale ko agar sabar aajae to kehne wale ki awqaat dho khori ki reh jati hai.

منزلیں چاہے کتنی ہی اونچی کیوں نہ ہوں

راستے ہمیشہ پیروں کے نیچے ہوتے ہیں۔

Manzalain chahay kitnee hee unchi kio na ho,

Rastay hamesha pairon ke nechay hotay hai.

صبر کا گھونٹ دوسروں کو پلانا آسان ہے

خود پیتے ہوئے پتا چلتا ہے کہ ایک ایک

قطرہ پینا کتنا بھاری پڑتا ہے۔

Sabar ka ghoont dosron ko peelana aasaan hai, khud peetay hoi patha chalta hai, ke aik aik qatra peena kitana bhari pharta hai.

Altaf Alihttps://jhangtv.com/
Professional blogger with 12 years of experience

Ads

Most Popular

Ads